Hook: Agar aapka PPF account deactivate ho jaye toh kya karna chahiye? Kya aap dobara us account ko reactivate karwa sakte ha?
Aayiye jante ha in sawalo ke jawab is video me!
PPF yani ki Public Provident Fund ek acha investment option ha jisme 15-year investment duration, tax benefits, interest rate of 7.1% jaise advantages ha
Lekin yadi aap 500 rupees ki minimum rashi bharne me asamarth rehte ha toh apna account inactive kar diya jata ha and aap interest aur withdrawal kisi ke liye bhi eligible nahi hote
Yadi aapka bhi PPF account inactive ho gaya ha toh yeh 3 steps follow karke aap apna account revive kar sakte ha
Ek baar aapka account revive ho jata ha toh aapka withdrawal aur loan facilities partially available rahengi.
CTA: Esa aapke sath dobara na ho uske liye har saal minimum subscription bharte rahiye aur video pasand aaya ho isi videos aur dekhne ke liye page ko follow zaroor kijiye