Hook: Agar aap ek NRI hai aur UAE me 183 dino se zyada reh rahe ha, toh yeh video aapke liye kafi helpful ho sakta ha

NRI yani ki Non-resident Indian jab bhi doosre desh me jate ha toh mutual funds unke liye baht hi safe aur convenient investment options hota ha

Lekin agar aap UAE me Mutual funds me invest karenge toh aapko 2 bade fayade mil sakte ha

Pehla, Apko apke maturity amount pe koi tax nhi dena hoga

Doosra sabse bada fayada ha ki, they can take advantage of a double taxation avoidance agreement (DTAA) signed between UAE and India

Ek udharan le toh, If an investor were to invest 10,000 every month for 20 years in an equity mutual fund, they would get 1 crore where a preassumption is 12% annual growth

However, total gains would be subject to 10% long-term capital gains taxation jo padhta ha around 7.6 lakhs iska matlab aapko yeh amount as a tax pay karna padhta apne 1 crore ke return ke liye agar aap UAE me nhi h

Yeh tax benefit avail karne ke liye apko yeh sabit karna padega ki aap at least 183 days ke liye UAE me the. Iske sath sath apko tax residency certificate aur Form 10F bhi submit karna padega

CTA: Is video ko apne NRI dosto ke sath share karna na bhoole!